Tuesday, January 6, 2009

Ghaar Fatima ka luta pardes main kaaza nay.


Ghaar Fatima ka luta pardes main kaaza nay.
Syed ka khoon baaheya (x2) ghurbat main ashkia nay.
1) Umaat nay pheir di hain taigh-e-sitam wahan paar (x2) Bosay diye tay aksar jis jaa pej Mustafa nay.
2) Phir Fatima kay ghaar paar dastak hoyi kisi ki (x2) Phir [...]

Ghaar Fatima ka luta pardes main kaaza nay.


Syed ka khoon baaheya (x2) ghurbat main ashkia nay.


1) Umaat nay pheir di hain taigh-e-sitam wahan paar (x2)
Bosay diye tay aksar jis jaa pej Mustafa nay.


2) Phir Fatima kay ghaar paar dastak hoyi kisi ki (x2)
Phir agaye musalman Zahra ka ghaar jalaanay.


3) Ya Mustafa khabar lo Zahra ki betion ki(x2)
Bhanday gaye rasan main bay warison kay shaanay.


4) Shabbir kay lahoo nay iman ko zindagi di (x2)
Dhampa Nabhi kay deen ko humshir ki ridda nay.


5) Shaamsi aseer ho kaar shahzadion ka aana (x2)
Abid ko khoon rulaya ummat ki jaafa nay.




No comments:

Cupid sms